Pal Bhar Mein Toot Jaye Voh Kasam Nahi
Apne Friend Ko Bhool Jayein Voh Hum Nahi
Tum Hume Bhool Jao Is Baat Mein Bhi Dum Nahi
Kyon Ki Tum Hume Bhool Jao Itne Bure Hum Nahi
Kuch Meethe Pal Yaad Aate Hain
Palko Par Aansu Chor Jate Hain
Kal Koi Aur Mil Jaye Toh Hume Na Bhool Jana
Friendship Ke Relation Zindagi Bhar Kaam Aate Hain
In Andhero Ke Liye Kuch Aaftab Maange Hain
Dua Mein Hum Ne ‘Friends’ Kuch Khaas Maange Hain
Jab Bhi Manga Kuch Rab Se
To Aap Ke Liye Khushiyon Ka Pal Mage Hain
Chiraago Se Agar Andhere Door Hote
To Chandni Ki Chahat Kise Hoti
Kat Sakti Agar Ye Zindagi Akele
To “Friendship” Naam Ki Cheez Hi Kyun Hoti?
Jo Har Pal Jalti Rahe, Use Roshni Kehte Hain
Jo Pal Pal Chalti Rahe, Use Zindagi Kehte Hain
Jo Pal Pal Khilti Rahe, Use Mohabbat Kehte Hain
Jo Sath Na Chode, Use Apni Friendship Kehte Hain…
Mulaqat Maut Ki Mehman Ho Gayi
Nazar Ki Zindagi Sunsaan Ho Gayi
Ab Meri Saans Bhi Meri Nahi Rahi
Yeh Zindagi Aapki Friendship Par Qurban Ho Gayi
Tum Milo Ya Na Milo Koi Gham Nahi
Bas Sms Karo Yeh Milne Se Kam Nahi
Friendship Mein Dhoka De Voh Hum Nahi
Hamari Friendship Bhi Krishan Aur Sudama Se Kam Nahi…
Friendship Ka Pehla Salaam Aapke Naam
Hamari Zindagi Ki Aakhri Sham Aapke Naam
Is Safar Mein Humsafar Hum Dono
Zindagi Bhar Is Friendship Ko Nibhana Hai Mera Kaam
Friendship Beautiful Hai
Tum Na Mano Par Ye Haqikat Hai
Friendship Insaan Ki Zarurat Hai
Kisi Din Aao Hamari Mehfil Mein
Jaan Jaoge Zindagi Kitni Khubsurat Hai…
Friendship Se Aaj Pyar Sharmaya Hai
Teri Friendship Ne Hume Jina Sikhaya Hai
Kya Maange Khuda Se Hum
Woh To Khud Aaj Mere Dar Par
Teri Jaisi Friendship Maang Ne Aaya Hai
Love + Care + Hope = “Maa”
Darr + Prem + Respect = “Papa”
Play + Help = “Brothers & Sisters”
Sukh + Dukh = “Wife”
Above all these + Life = “Friend”
Friendship Rules
No Drama
No Excuse
No Sorry
No Thanks
No comments:
Post a Comment